Tujhi se main tujh ki baat karti hun
Kya yeh hai ajeeb
Kyon main unhi purani rahon pe chalti hun
Un khamoshiyon me main wahi awaaz sunna chahti hun
Reh gai hun wahin purane pichle pannon mein
Kya yeh hai ajeeb!
No comments:
Post a Comment