Monday, May 11, 2020

..main din gin ke kya karun
Batao mujhe
Main din gin ke kya karun
Jab jiwan ho arthaheen
Bas suraj ko ugte  hue dekh
Din shuru hota hai
Aur antaheen andhakaar se samapt
Din gin ke karun kya
Jab jiwna ho arthaheen

1 comment: